Rita Rahoon Dar Badar Ke Juda Kab Main Jiya Tu Hai Kahan MP3
To Dbf Converter Dbf File To Ms Dbf Files Location Converting Xls To Dbf Convert Dbf Files To export dbf to csv dbf export excel. The CSV to DBF program allows you to convert your csv (comma-separated value). Convert word to excel file. Re: Create/convert a valid database.DBC file (VisualFoxPro) from Excel? UPDATE: A solution to this thread is now a low priority. Recently management decision was made that the end users would manually re-key the data from Excel to the other program rather than using a DBC file to export/import the data.
Tu Phir Khamosh Raaton Main Wo Akser Jagta Kiyu Hai. Zara tulkh lehjay mein baat kar zara be-rukhi se paish aa Main isi nazar se tabah hoa mujhe. Kaanhaa Kaanhaa Aan Padi Main Tere Dwaar - Karaoke - Shagird Kaan Main Jhumka Chal Main Thumka - Karaoke - Sawan Bhado Kaaran Na Jane Koi Dil Roya Aankh Na Royi - Karaoke - Kaaraan Kaaran Na Jane Koi Dil Roya Aankh Na Royi - Karaoke - Kaaran Kaash Koi Ladki Mujhe Pyaar Karati - Karaoke - Hum Hai Raahi Pyaar Ke.
Gham ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi. Gham ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi tune mujh ko kho diya main ne tujhe khoya nahi nind ka halka gulabi-sa Khumaar aankhon mein tha yun laga jaise vo shab ko der tak soya nahin har taraf deevar-o-dar aur un mein aankhon ka hujuum keh sake jo dil ki haalat vo lab-e-goya nahi jurm aadam ne kiya aur nasl-e-aadam ko saza kaat.ta hun zindagi bhar main ne jo boya nahi jaanta hun ek aise shakhs ko main bhi 'Munir' Gham se pathar ho gaya lekin kabhi royaa nahi. Bechain hai man dil ye tarapta hai kis liye iss aankh se badal sa barasta hai kis liye oron ko chor apni adaon pe ghoor ker ey wada shikan mujh pe garajta hai kis liye ik umer hui tujh ko bhulaye hue phir bhi jugno teri yadon ka chamkta hai kis liye parhna hai tu chehron ko parhne ka huner sikh be mane kitabon ko tu parhta hai kis liye veeran hai duniya teri ab mare tarha se phir mare muqader pe yun hasta hai kis liye gul ne tu sada di thi mager tu nahi aaya ab mari rafaqat ko tarasta hai kis liye. Neend bhari hai aankhon mein aur intezaar kerta hun Dekh meri nazron mein tujhe kitna pyaar kerta hun Tum na raho paas mere to koi shikayat nahi Mein dost hijr ka sahi, wasl pe aitebaar kerta hun Mein ro parrun teri yaad mein jab chaudhween ki raat ho Mein ik baar jiya tha jab ab baar baar merta hun Hassas kitna hun mein kisi ko kuch khaber nahi mein zindagi k khail mein adhoora kirdaar kerta hun tum door se bulaao gay mein buhat paas aaun ga tum hud per kharre rehna mein hud paar kerta hun zindagi tere aane se aur tu na lot k aaye gi mein phir bhi tere aane per inhesaar kerta hun. Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kerte The Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte The Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethe Ho Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna De Bethe Hoo Faasale To Pehle Na Hua Kerte The AnMoL Main Woh Hoon Jispe Tum Aetbaar Kiya Kerte the Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahein Tum Mujhe Apna Kahoo Aise Bhi Haalaat Nahein Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahein Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kerte The Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertte The Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte The. TUM KO ANA HOGA Ab Aansuoon Ko Aankhon Main Sajaana Hoga Chiraagh Bhuj Gaya Khud Ko Jalaana Hoga Na Samjhna K Tumse Bicharh K Khush Hain Humain Logon Ki Khaatir Muskuraana Hoga Phir Shaam Dhal Gai Tum Aaye Na Aaj Bhi Dil Ko Aaj Phir Umeedoon Se Behlaana Hoga Waada Khilaafi Kar K Muskurate Ho Aap Dekhna ek Din Sanam Aapko Pashtaana Hoga Lahoo Se Apne Kafan Pe Tera Naam Likh Jayenge Thaam K Haath Main Phool Tumko Aana Hoga Abhi Se Na Kejiye Takaaz-E-Masroofiat K Aap Abhi Utthna Hai Janaza Kaandha To Daina Hoga Muddaton Kiya Hai Tera Intizaar Aai Sanam Umar Kat Chuki Ab To Jaana Hoga. Sunoo Acha nahin lagta.!
Mohabbat Thair Jaati Hai: Hum aksar yeh samajhtay hain jisay hum piyaar kartay hai usay hum bhool baithay hain magar aisa nahin hota mohabbat daimi such hai mohabbat thair jaati hai!!! Hamari baat kay andar mohabbat baith jaati hai hamari zaat kay andar magar yeh kam nahin hoti kisi bhi dukh ki soorat mein kabhi koi zaroorat mein kabhi anjaan se gham mein kabhi lehjay ki thandak mein udaasi ki zaroorat mein kabhi baarish ki soorat mein hamari aankh kay andar kabhi aab-e-rawan ban kar kabhi qatray ki soorat mein bazahir aisa lagta hai usay hum bhool baithay hain magar aisa nahin hota magar aisa nahin hota.
Yeh hargiz kam nahin hoti. MOHABBAT THAIR JAATI HAI. Hassi ne labon pe thirakna chod diya hai, Khwabon ne palkon pe aana chod diya hai, Nahi aati ab to hichkiyaan bhi, Shayad Aap ne bhi yaad karna chod diya hai Hum ne bhi chaha har manzil karib ho, Har waqt aap ka saath naseeb ho, Par wahan khuda bhi kya kare, Jahan insaan khud badnasib ho. Ho sakta hai ki hum saath reh na paaye, Ek dusre se kuch keh na paaye, Itni nazdkiyaan na badayiye hum se, Ki hum duriyon ko seh na paaye. Waqt ki aanch me patthar bhi pighal jaate hai, Khushi ke lamhe gum me badal jaate hai, Kaun karta hai yaad kissi ko yaara, Waqt ke saath saath khayalaat bhi badal jaate hai. Ye dil ye paagal dil mera kiun bujhh gyaa aawargee iss dasht mein aik shehr thaa woh kia huaa aawargee kall shab mujhe be-shaql ki awaz ne chaunkaa diyaa main ne kaha tu kon hai? Uss ney kaha aawaargee ikk ajnabi jhaukay ne jabb poochhaa mere gham ka sabab sehraa ki bheegee rait per main ne likhaa aawargee logo bhala uss shehr mein kese jeeain gay hum jahan ho jurm tanhaa sochaa lekin saza.aawaargee ye dasht ki tanhaaiyaan ye dard ka weeran safer hum loge to uktaa gaye.apni sunaa aawaargee kall raat tanhaa chnaad ko dekhaa thaa main ne khuaab mein mohsin mujhe raas aaye gee shayed sadaa aawaargee.